ek nazuk kali muskurane lagi hai.
meri ankhon se neendein churane lagi hail.
deewana banati uski jhalak
zulfon ki ghataon mein lipta shafaq
khuda ki tarashi moorat hai wo
beimtehan khubsurat hai wo
sun ke batein meri sharmanein lagi hai
meri ankhon se neendein churane lagi hail.
deewana banati uski jhalak
zulfon ki ghataon mein lipta shafaq
khuda ki tarashi moorat hai wo
beimtehan khubsurat hai wo
sun ke batein meri sharmanein lagi hai
ek nazuk kali muskurane lagi hai.
meri ankhon se neendein churane lagi hail.
tasavvur me bhi tadpati hai wo
khabon me ake satati hai wo
dekhi na thi kabhi aisi ada
deewana hua aur karta bhi kya.
aur zoron se dil dhadkane lagi hai.
tasavvur me bhi tadpati hai wo
khabon me ake satati hai wo
dekhi na thi kabhi aisi ada
deewana hua aur karta bhi kya.
aur zoron se dil dhadkane lagi hai.
ek nazuk kali muskurane lagi hai.
meri ankhon se neendein churane lagi hail.
kahna hai usse kaise kahun
darde mohabbat kaise sahun.
ek lamhe me jane wo kya kar gayee
ek jhalak me jigar se juda kar gayee
hay palkon se bijli girane lagi hai
wo hai zalim bahot tadpane l agi hai
ek nazuk kali muskurane lagi hai.
meri ankhon se neendein churane lagi hail.